मजेदार हिंदी एस एम एस । Funny Hindi SMS -21
Q:Agr kisiko kisi se pyar ho jae
to kya krna chahiye?
.
.
.
.
.
.
.
Ans:Un dono ki shadi karwa deni chahiye,
" sara bhoot utar jaega"
सवाल: अगर किसी को किसी से प्यार हो जाये
तो क्या करना चाहिये?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
जवाब: उन दोनों की शादी करवा देनी चाहिये,
"सारा भूत उतर जायेगा"
=================
Aye circuit,
Bapu bola,jo bhi msg nahi karta
use aur msg kar.
Aisa karne se ek din
use sharm aayegi,
sorry bolega or msg karega.
JAI GANDHIGIRI.
अरे सरकिट,
बापू बोला जो भी मैसेज नहीं करता
उसे और मैसेज कर।
ऐसा करने से एक दिन
उसे शर्म आयेगी,
सॉरी बोलेगा और मैसेज करेगा।
जै गांधीगिरी।
=================
SMS Karne Pe Jo Marte Hain.
.
.
Call Karne Se Jo Darte Hain.
.
.
Bad Luck To Dekho Mera!
.
.
.
Aisay Kanjoos Dost Mere Hi Pallay Parte Hain!!!
एस एम एस करने पे जो मरते हैं
.
.
कॉल करने से जो डरते हैं
.
.
.
.
बैडलक तो देखो मेरा
.
.
.
.
ऐसे कंजूस दोस्त मेरे ही पल्ले पड़ते हैं !!!
=================
Father to son :
Pados ki ladki ko
dekh wo exam
mein first aayi hai.
Son : usko hi to
dekhta tha,
Tabhi to fail ho Gaya .
पिता बेटे से:
पड़ोस की लड़की को देखो
वो एग्जाम में फर्स्ट आयी है।
बेटा: उसको ही तो देखता था,
तभी तो फेल हो गया!!
2 pyaj,
3 lahsun,
5 gm jeera,
3 kali mirch,
2 spoon namak,
4 spoon oil,
1 cup water
Aur thoda sa hara dhaniya.
Pata hai Main kya bana rahi hu?
.
.
.
.
.
.
.
Tumhe ullu!
=================
Raat ki tanhai me
jab koi aahat tumhe jagaye,
Chupke se koi
tumhare bed k pass aye
To....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Arre.......!
chilla zor se!!!!
CHOR... CHOR...
=================
Bhgwn: Beta kya chahiye?
Admi: Meri shadi Aish se kara do.
Bhgwn: Uski 1 saari 1lac ki hai.
Kharcha utha payega?
Aadmi: koi upay?
Bhgwn:-mallika se shadi kar le.
=================
What's d simmilarty between
marriage and 11:59
?
.?
..?
...?
....?
.....?
......?
.......?
........?
Simple hai.
Dono ke baad
12 hi bajte hain...!
=================
U r receiving this msg 4m Smiles & Co.
We r just chekng
if all good people r happy & smiling.
Hey thats such a cute smile u hav!
Keep Smiling.!

